Friday, June 04, 2010

Save Earth

Hi Doston !
Main koi bda writer nhi but apni dharti ma se pyar krta hu.
Isliye apna pehla blog main use hi dhyan me rakh kar likh raha hu.Ye meri hi tasweer hai.Yamuna nadi ke kinare main baitha soch raha hu ke hamari is pawitra nadi ki kya halat ho gyi hai.Hm din vishesh ko isi jaisi anek pawitra ndiyon me snaan krte hain magar inki pwitrta ko na jane kitni hani pahuncha dete hain.Hm chahen to thodi si kaushish krke apni in maaon aur dharti mata ko bacha sakte hain.
Dushit hone se..................
Marne se...........................
Aur manwta ko bhi...............

1 comment: